
아래는 노래 가사입니다. Tan Man Dhan Sab Hai Tera , 아티스트 - Mukesh 번역 포함
번역이 포함된 원본 텍스트
Mukesh
tan mann dhan sab hai teraa bin tere kya hai meraa
rat din mai tere git gata rahu, tan mann dhan sab…
kya dharatee kya suraj chanda, jag moh maya ka hai phanda
mai hun sidha sada banda, jag choro ka hai dera
tan mann dhan sab…
kya apana aur kya begana, jan ke kahe dhokha khana
jivan hai bas aana jana, jogee vala phera
tan mann dhan sab…
다양한 언어로 된 노래
모든 언어로 고품질 번역
몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요