아래는 노래 가사입니다. Tum Jo Muskate The , 아티스트 - Abhijeet 번역 포함
번역이 포함된 원본 텍스트
Abhijeet
main hoon aur mere khayaalaat mere saamane hain
tere yaadon ke silsile hain mere aankhon mein
tum jo muskaate the — 2 dil behal jaata tha
tum kareeb aate the
main behak jaata tha
tum nahi toh nahi koi bhi hamara
tum jo muskaate the dil behal jaata tha
tum nahi toh nahi koi bhi hamara
tumko maanga tha sanam duaaon ki tarah
tum chale aaye sanam haadhason ki tarah
chaand aur chaandani sa milan hamara
bitch gaya raah mein dilnashi nazara
ho paayalen chudiyaan madbhari raaten
kaanpte lab tere jheel si aankhen
nit subha uthh jana pooja ghar se aana
aarti saad ke bindiya ka sitara
tum jo muskaate the dil behal jaata tha
tum nahi toh nahi koi bhi hamara
har woh suhanapan meri jaagir ho gaya
tu chahe na chahe meri taqdeer ho gaya
yaad har shaam hain dariyaa ke kinaare
pyar ke haai woh kitne din the pyaare
mera har geet par kamyaabi paana
woh teri thi duaan aaj maine jaana
mere har mansube aansuon mein doobe
aa bhi jaa meet mere dil ne hain pukara
tum jo muskaate the dil behal jaata tha
tum nahi toh nahi koi bhi hamara
다양한 언어로 된 노래
모든 언어로 고품질 번역
몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요