Saanson Ko - Arijit Singh

Saanson Ko - Arijit Singh

  • 앨범: Best Of Arijit Singh

  • 출시년도: 2020
  • 언어: 영어
  • 지속: 4:48

아래는 노래 가사입니다. Saanson Ko , 아티스트 - Arijit Singh 번역 포함

노래 가사 " Saanson Ko "

번역이 포함된 원본 텍스트

Saanson Ko

Arijit Singh

Saanson ko jeene ka ishaara mill gaya

Dooba main tujhme to kinara mill gaya

Saanson ko jeene ka ishara mil gaya

Zindagi ka pata dobara mil gaya

Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya

Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya

Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada

Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada

Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka

Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga

Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka

Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga

Mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu

Teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga

Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya

Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya

Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara

Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara

Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara

Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara

Juda jab se hua

Tere bina khamosh rehta hoon me

Labon ke paas aa

Ab tu meri aawaaz bann ja zara

Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya

Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya

Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada

Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada

200만 개 이상의 가사

다양한 언어로 된 노래

번역

모든 언어로 고품질 번역

빠른 검색

몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요