아래는 노래 가사입니다. Abbu , 아티스트 - EMIWAY BANTAI 번역 포함
번역이 포함된 원본 텍스트
EMIWAY BANTAI
Aaj main jo kuch bhi hoon
Sabki wajah mere abbu
Sabse pyara aur sabse alag tu
Boht pyar tujhse lekin parantu
Nahi karta vyakt kyun ki Khud main magan hoon
Dikhata hu aisa lekin dharti gagan tu
Kash kar pata undo kyun ki life meri jhando
Jaisa karta pehle baat ab bilkul vaisa nahi hai
Papa khush mere aisa kuch shot nahi hai
Jo galat hai woh sahi hai, Jo sahi hai woh nahi hai
Jo nahi hai woh nahi leta our kitna chahye tujhe
Parshaniyan har baat pe dheyaan diya
Mujhe tune geyaan diya han tujhko maan liya
Tuhi dost tuhi pyar tuhi baap
Tuhi woh mujhe jo banna hai
Tu meri zinagi ka wo aik kitaab hai
Jiska maine parhna har aik paana hai
Main baap banna chahta hoon
Main baap banna chahta hoon
Main baap banna chahta
Tere jaisa, tere jaisa
Ankhein naam hoti meri jab dekhu
Main tere chehre ko
Chehre pe tere udasi toh takleef hai mereko
Par kyun hum main tujhs kehna chahta hu rehne do
Bas karo abbu aaj mujh kuch kehne do
다양한 언어로 된 노래
모든 언어로 고품질 번역
몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요