
아래는 노래 가사입니다. Kyun Hai , 아티스트 - Exsite 번역 포함
번역이 포함된 원본 텍스트
Exsite
Socha nahi tha, tum hogi mere pass
Jhumti gaati, muskaati baar baar
Kabhi kabhi teri baatein, samajh aati hi nahi
Pal mein ghumsum si, pal mein sapne hazaar
Kyun hai, tu itni haseen
Aankhein, hai tujhpe aa ruki
Tera pyaar, aur teri yeh naadaniyaan
Inhi par, meri saansein atakti
Kyun Hai
Lafzon mein tujhko, na keh paaun yeh baat
Tujhse kitna, karta hoon main toh pyaar
Dheemi dheemi yeh hawayein, kehti hai baar baar
Milega na mujh jaisa, milneko bekaraar
Kyun hai, tu itni haseen
Tujh mein, basti hai meri zindagi
Tera pyaar, aur teri yeh naadaniyaan
Inhi par, meri saansein atakti
Kyun hai
Kyun hai
Kyun hai
Kyun hai
Kyun hai
Kyun hai
Kyun hai
Angela Maria • 1956
Ece Seçkin • 2024
Eloy • 1992
Jam in the Van, Trash Panda • 2023
Reinaldo • 2002
Çeşitli Sanatçılar, Alp Arslan, Faruk Salgar • 2012
I$$A • 2020
다양한 언어로 된 노래
모든 언어로 고품질 번역
몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요