아래는 노래 가사입니다. Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna , 아티스트 - Jagjit Singh 번역 포함
번역이 포함된 원본 텍스트
Jagjit Singh
Jab kisi se koi gila rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna
Samne apne aayina rakhna
Samne apne aayina rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna
Yun ujalo se wasta rakhna
Yun ujalo se wasta rakhna
Shama ke paas hi hawa rakhna
Shama ke paas hi hawa rakhna
Samne apne aayina rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna
Ghar ki tameer chahe jaisi ho
Ghar ki tameer chahe jaisi ho
Isme rone ki kuch jagah rakhna
Isme rone ki kuch jagah rakhna
Samne apne aayina rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna
Maszide hain namazio ke liye
Maszide hain namazio ke liye
Apne ghar mein kahi khuda rakhna
Apne ghar mein kahi khuda rakhna
Milna julna jaha zaroori ho
Milna julna jaha zaroori ho
Milne julne ka hosla rakhna
Milne julne ka hosla rakhna
Samne apne aayina rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna.
다양한 언어로 된 노래
모든 언어로 고품질 번역
몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요