아래는 노래 가사입니다. Maza Zindagi Ka , 아티스트 - Junoon 번역 포함
번역이 포함된 원본 텍스트
Junoon
Yeh Mazaaa Zindagi Ka
Aye na roz roz
Yeh samaa hai khushi ka
Aye na roz roz
Zinda dil dosto
Chalo agey barho
Duniya tumhari hai
Jaan ki yeh baazi hai
Zinda dil dosto
Chalo agey barho
Yeh moqaa thaam lo
Yeh lamha roaq lo!
Jeevan ik mail hai
Do pal ka khel hai
Hum to sub khilari hain
Fankaar ya anari hain
Kabhi jeetna, kabhi haarna
Par baazi sey na darna
Jaago dosto, jaago humrahio
Kinaarey ki talaash mein
Samandar mein hum sub saath hain
Kabhi doobna, kabhi ternaa
Par lehron say na darna
Vocals: Ali Azmat & Salman Ahmad
Guitars & Keyboards: Salman Ahmad
Bass Guitars: Brian oconnell
Drums: Jay Dittamo
Tablas & Dholaks: Ashiq Ali Mir
다양한 언어로 된 노래
모든 언어로 고품질 번역
몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요