아래는 노래 가사입니다. Aa aa kuchh , 아티스트 - Lata Mangeshkar, Shailendra Singh 번역 포함
번역이 포함된 원본 텍스트
Lata Mangeshkar, Shailendra Singh
Aa aa.
(aa aaja aaja
Kuchh keh ja kuchh sun ja) — 2
Durr durr kyon rehta hai
Apani raani se raaja
Aa aaja aaja
Kuchh keh ja kuchh sun ja
Durr durr kyon rehta hai
Apani raani se raaja
Aa aaja aaja
Kuchh keh ja kuchh sun ja
(angdaai yu li hai armaanon ne
Dil loota iss dil ke mehmaano ne) — 2
Dil se dil tu na mila aa aankhen tu mila jaa
(aa aaja aaja
Kuchh keh ja kuchh sun ja) — 2
(sapanon ki duniya mein kho jaaungi
Aa sajanaa warna main so jaaungi) — 2
Neend se pehle tu aake in aankhon mein samaa ja
(aa aaja aaja
Kuchh keh ja kuchh sun ja) — 2
다양한 언어로 된 노래
모든 언어로 고품질 번역
몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요