Laddoo - Mika Singh

Laddoo - Mika Singh

  • 출시년도: 2017
  • 언어: 세부아노어
  • 지속: 3:37

아래는 노래 가사입니다. Laddoo , 아티스트 - Mika Singh 번역 포함

노래 가사 " Laddoo "

번역이 포함된 원본 텍스트

Laddoo

Mika Singh

Haaye boli aisi ke tamatar bhi mangaye

To lage jaise mushaayaron mein

Baitha sun raha hoon usko

(Ma dha ni sa ni dha ma ga…)

Arey aankhein aisi ke

Milaaye jab nigahein

Yeh nigahein dagmagaaye

Kuch samajh mein bhi na aaye dil ko

Par… Jaise mohabbat utthi

Seene mein ghus gayi gupti

Iss dil ke laddoo bant gaye

Haan… suljhi thodi jab gutthi

Khwabon ki ho gayi chhuti

Iss dil ke laddoo bant gaye

Haan… chhaata lekar nikle koi ghar se

Chhaaye baadal na barse

Jaise note 2000 ke leke koi

Chhutte ko tarse

Sagar mein pyaasa hai dil

Par kar kya sakta hai dil

Iss dil ke laddoo bant gaye

Chhota zara hai dil

Kaisa ruaan se hai dil

Iss dil ke laddoo bant gaye

Haaye aisi taisi aisi huyi ke

Emotion ka juice nikla

Jhaalar laga ke ghar sajaaya

Par connection loose nikla

Haan free mein ho gaye fadde

Jeevan ka Happy B’day

Iss dil ke laddoo bant gaye

Haaye raahon mein aise gadde

Toote hain dil ke haddey

Iss dil ke laddoo bant gaye

Boli aisi ke tamatar bhi mangaye

To lage jaise mushaayaron mein

Baitha sun raha hoon usko

Arey aankhein aisi ke

Milaaye jab nigahein

Yeh nigahein dagmagaaye

Kuch samajh mein hi na aaye dil ko

Par… Jaise mohabbat utthi

Seene mein ghus gayi gupti

Iss dil ke laddoo bant gaye

Haan… suljhi thodi jab guthi

Khwabon ki ho gayi chhuti

Iss dil ke… (mmhmm) lag gaye

아티스트의 다른 노래:

사이트에 새로운 텍스트와 번역이 추가되었습니다:

200만 개 이상의 가사

다양한 언어로 된 노래

번역

모든 언어로 고품질 번역

빠른 검색

몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요