Suna Suna (From “Krishna Cottage”) - Shreya Ghoshal

Suna Suna (From “Krishna Cottage”) - Shreya Ghoshal

Год
2015
Длительность
444360

아래는 노래 가사입니다. Suna Suna (From “Krishna Cottage”) , 아티스트 - Shreya Ghoshal 번역 포함

노래 가사 " Suna Suna (From “Krishna Cottage”) "

번역이 포함된 원본 텍스트

Suna Suna (From “Krishna Cottage”)

Shreya Ghoshal

Soona soona lamha lamha

Meri rahein tanha tanha

Aakar mujhe tum tham lo Manzil teri dekhe rasta

Mud ke zara ab dekh lo Aisa milan phir ho na ho

Sab kuch mera tum hi to ho

Bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

O bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

Soona soona lamha lamha

Meri rahein tanha tanha

Bichhde bhi ham jo kabhi raston main

To sang sang rahungi sada

Kadmon ki aawaaz sun ke chalungi

Tumhe dhoond loongi sada

Bhooli mohabbat ki yeh khushbuye hain

Hawaon main phaili hui

Chhu kar mujhe aaj mahsoon kar lo Vo yadein meri unchhui

Aisa milan phir ho na ho

Sab kuch mera tum hi to ho

Bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

O bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

Soona soona lamha lamha

Meri rahein tanha tanha

Vadon ke dhagon main hum tum bandhe hain

Zara dor tum tham lo Bahon main phirse pighal jane do mujhko

Phirse mera naam lo Main vo shama hoon jo roshan tumhe karke

Khud to pighal jaungi

Subah ka sooraj tumhare liye hai

Main hoon raat dhal jaungi

Aisa milan phir ho na ho

Sab kuch mera tum hi to ho

Bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

O bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

Soona soona lamha lamha

Meri rahein tanha tanha

Mud ke zara ab dekh lo Aisa milan phir ho na ho

Sab kuch mera tum hi to ho

Bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

O bapanah pyaar hai aaja

Tera intezaar hai aaja

Soona soona lamha lamha

Meri rahein tanha tanha

200만 개 이상의 가사

다양한 언어로 된 노래

번역

모든 언어로 고품질 번역

빠른 검색

몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요