Chhupana Bhi Nahin Aata - Vinod Rathod

Chhupana Bhi Nahin Aata - Vinod Rathod

Год
2016
Язык
`마오리족`
Длительность
420680

아래는 노래 가사입니다. Chhupana Bhi Nahin Aata , 아티스트 - Vinod Rathod 번역 포함

노래 가사 " Chhupana Bhi Nahin Aata "

번역이 포함된 원본 텍스트

Chhupana Bhi Nahin Aata

Vinod Rathod

hhupana bhi nahin aata

Chhupana bhi nahin aata

Jatana bhi nahin aata

Hume tumse mohabbat hai

Batana bhi nahi aata (Repeat once)

Chhupana bhi nahin aata

Jatana bhi nahin aata

Hatheli pe tumhara naam

Likhte hai mitate hai

Hatheli pe tumhara naam

Likhte hai mitate hai

Tumhi se pyaar karte hai

Tumhi se hi kyon chupate hai

Tumhi se hi kyon chupate hai

Juban pe baat hain lekin

Sunana hi nahin aata

Hume tumse mohabbat hai

Batana bhi nahi aata

Chhupana bhi nahin aata

Jatana bhi nahin aata

Mohabbat kaise karte hai

Koi toh humko samjhaye

Mohabbat kaise karte hai

Koi toh humko samjhaye

Kahin aisa na ho ki pyaar bin

Umra kat jaaye

Pyaar bin umra kat jaaye

Tum se milne ka koi

Bahan bhi nahi aata

Hume tumse mohabbat hai

Batana bhi nahi aata

Chhupana bhi nahin aata

Jatana bhi nahin aata

Chori chori chupke chupke

Tumko dekha karte hai

Haale dil sunane se

Na jane kyon darte hai

Na jane kyon darte hai

Kitna pagal dil hai mera

Manana bhi nahi aata

Hume tumse mohabbat hai

Batana bhi nahi aata

Chhupana bhi nahin aata

Jatana bhi nahin aata

200만 개 이상의 가사

다양한 언어로 된 노래

번역

모든 언어로 고품질 번역

빠른 검색

몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요