Yeh Chahatein - Arjun Kanungo

Yeh Chahatein - Arjun Kanungo

Год
2020
Язык
`스와힐리어`
Длительность
168860

아래는 노래 가사입니다. Yeh Chahatein , 아티스트 - Arjun Kanungo 번역 포함

노래 가사 " Yeh Chahatein "

번역이 포함된 원본 텍스트

Yeh Chahatein

Arjun Kanungo

Tu kaun hai, tu hai nasha

Tu hai zeher, tu hai dawa

Yeh chahatein, yeh chahatein

Main hu dhuaan, tu aag hai

Tu thi kabhi, meri kahan

Mazak hai yeh pyaar ka

Yeh chahatein hai aafatein

Hume yuhi dooba rahe

Tu na jachdi mujhe but I want you

Hai galat tere saath sahi kyu?

Har raat farebi yeh baatein

Subah hote hi pal yeh bane

Dhuaan

Pyaar nahi yeh bekar hai

Saturday ka yeh bukhaar hai

Subah chaar baje wala pyaar hai

Hu main khud se khafa

Bewafa, bewafa

Main kaun hu tere bina

Main bewafa tu hai wajah

Yeh chahatein yeh chahatein

Main na raha bas yeh rahe

Main hu bura tu pari kahan?

Mohabbat nahi yeh daag tha

Yeh chahatein hai aafatien

Tabahiyan yeh chahatein

Pyaar nahi yeh bekar hai

Saturday ka yeh bukhaar hai

Subah chaar baje wala pyaar hai

Tere jaise mere chaar hai

Saturday ka yeh bukhaar hai

Subah chaar baje wala pyaar hai

200만 개 이상의 가사

다양한 언어로 된 노래

번역

모든 언어로 고품질 번역

빠른 검색

몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요