아래는 노래 가사입니다. Kya Khabar Thi , 아티스트 - Lata Mangeshkar 번역 포함
번역이 포함된 원본 텍스트
Lata Mangeshkar
Kya khabar thi ki muhabbat mein ye din aate hain
Jise ham apna banate hain, vo tadpate hain
Vo din kaha gaye bata-2
Jab is nazar mein pyar tha, pyar tha
Vo din kaha gaye bata
Main ne to kuch kaha nahi
Jo yu nigaahe pher li
Main ne to kuch kaha nahi
Vo raat yaad hai yahi, kissa hua tha pyar ka
Vo din kaha gaye bata
(aankhon mein neend thi magar
Soye nahi the raat bhar)-2
Dil ko laga hua tha darr
Shaam savera ho gaya
Vo din kaha gaye bata
다양한 언어로 된 노래
모든 언어로 고품질 번역
몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요