아래는 노래 가사입니다. Dharti Kahe Pukaar Ke , 아티스트 - Lata Mangeshkar, Manna Dey 번역 포함
번역이 포함된 원본 텍스트
Lata Mangeshkar, Manna Dey
Diye jalaye pyar ke chalo isi khushi mein\nBaras bita ke aayi hai ye sham jindagi mein\nDiye jalaye pyar ke chalo isi khushi mein\nBaras bita ke aayi hai ye sham jindagi mein\nGhul gaya ek sal fir tan man ke rang mein\nMahki bahar banke\nGhul gaya ek sal fir tan man ke rang mein\nMahki bahar banke\nRut fir biti hui ban ban ke chandani\nChehre pe aayi chalke\nBhatak chale kisi hasin yaad ki gali mein\nBaras bita ke aayi hai ye sham jindagi mein\nDiye jalaye pyar ke chalo isi khushi mein\nBaras bita ke aayi hai ye sham jindagi mein\nJagmag naina hue hasde palko tale\nSapne kayi suhane\nJagmag naina hue hasde palko tale\nSapne kayi suhane\nPal bhar ke waste firne lage samne\nGujre hue jamane\nPukar le gaye hue dino ko bekhudi mein\nBaras bita ke aayi hai ye sham jindagi mein\nDiye jalaye pyar ke chalo isi khushi mein\nBaras bita ke aayi hai ye sham jindagi mein.
다양한 언어로 된 노래
모든 언어로 고품질 번역
몇 초 만에 원하는 텍스트를 찾으세요